Top 14 Shayari 2021 in Hindi | Hindi shayari



Galat mano ya shahi
tumm galat mano ya shahi
is baat ka mujme thoda gurur to raihta hai(2)
ki main pukarti hun uss
badan ko papa khakar
jo vardi ko apni maa kaihta hai..

zindagi se akhari mulakat kuch yu
zindagi se akhari mulakat kuch yu
ki paihali mulakat ka afsos na rahi
jab zindagi haskar alvida kaihane lage
to uss alvida ka rouh pr boj na rahe

Ab sapne hi the
to toot gae
vo apne hi the
jo luut gae
rang kacche lagae the
tumne isque ke
ek hi barsaat me
sab chuut gae

Zindagi taras gaii hai usse baat karo
khuda ke vaste tum maut se paihle mat maro
acha aisa karo jaha mai dafan hun
vaha bagicha banna lo
phir meri kabar me khusbu hoogi
magar phulo ko tuutna nahi padega
tu aati raha karna tujhe vi rago se chutna nahi padega
tu khool rak dek kabhi ghar apna bhi
tuhe sukun yu roo roo kar meri kabar se luutna nahi badega
tu nuor hai, bae kasur hai...

Ab usse baat nai karni
ab usse baat nai karni
per ab baat ussi ki karni hai
ab usse baat nai karni
per ab baat ussi ki karni hai
diin de diya ae zindagi tujhe appna
magar raat ussi ki karni hai

Aaj uski galli me dharna hai
uske chahne valo ka aaj uski galli me dharna hai
yahi pe ruk jao to thik hai aage jaake merna hai(2)
jissm kisi ko saunp ae ho
rouh kisi ko saunp ae ho
to ye jissm bhi le jao
vaise bhi mane iss khaali bottal ka kya karna hai(2)
aank se anso dil se darrd umad ane par hairat kya
mujhe patta tha usne har ek bartan kaano tak bharna hai

Bichad kar uska dil lag bhi gya to kya lagge ga(2)
vo thak jaega or mere gale se aa lagega
bichad kar uska dil lag bhi gya to kya lagge ga
vo thak jaega or mere gale se aa lagega
me muskil me tumhare kaam aaun ya na aaun
mujhe avaaz dedena tumhe accha lagega
me jis kosis se usko bhuljane e lagaa hun(2)
ziyada bhi agar lag jae to hafta lagega

Galat nikle sb andaze hamare(2)
ke din ae nahi acche hammare
safar se baaz raihne ko kaha hai
kisi ne khol kar tasbe hamare
agar ham par yakiin ata nahi to
kahi lagva lo anguthe hamare
agar ham par yakiin ata nahi to
kahi lagva lo anguthe hamare

loog yaha ke kale bicchu
pal pal dssne vale bicchu
thaa malum ke dss lenge
fir bhi shoak se paale bicchu

 

mere pyaar ne jo mujse pucha
darrd utha kaha se paihle
ye dil pukara : yaha se paihle
jigar pukara : yaha se paihle

Meri har baat bai assar hi rahi(2)
nuks hai kuch mere baiyan me kya
mujko to koi tookta hi nahi
yahi hota hai khandan me kya
boolte kiyu nhi mere hak me(2)
aable pad gae zabaan me kiya
yu jo taakta hai aasman ko tu(2)
koi raihta hai asmaan me kiya
ye mujhe chain kiyu nahi padta(2)
yahi hota hai khandan me kiyaa.

 

kirdaar me mere bhale adaa kariya nahi hai
khuddari hai, gurrur hai
par makkariya nahi hai



Thank You 
COMMENT FOR CONTINUE 

Post a Comment

Hey Hi Thank you for your interest in this post, please comment and tell us your experience with this post, and recommended us how or what we need to improve with the blog.
Thank you and come Again ❤🙏

Previous Post Next Post