Raksha bandhan (one of indian fastival)
Raksha bandhan fastival is a day to celebrate the bond of brother and sister love,
raksha bandhan is celebrated by tying a sacred thread called a rakhi on brother's wrist.
in return brother's give gift to their sisters and pledge to protect them for all
Brother & Sister shayari
Mere haar raaz ko
tumne hi toh jaana hai..
mujhe mujhse behtar
tune hi toh
pehchana hai..
or behana rutha mat karna.
meri shataniyo se tu yuh
tujhe paata toh hai mujhe..
mannan kaha aata hai.
mera kon hai tere siwa.
jo mujhse iss tarha jhagad le..
k tu roye toh mai rukk jaau..
aur mai rou toh tu mana le.
Ke udas hota hun to mujhe samhal leti hai
bina kisi suvarth ke vo mujhe meri maa ki terha pal leti hai..
vo maa nahi hai meri firbhi vo mujhe meri maa ki terha paal leti hai.
kiyoki kabhi mamta nahi dikhati mujhe kiyoki meri galti me bhi mujhe 2 thapad mar leti hai..
vo maa nahi hai meri firbhi vo mujhe meri maa ki terha paal leti hai.
Apni duaon mein jo, uska zikar karta hai
voh bhai hai jo khuda se paihle apni behan ki
fiqar karta hai..
Happy raksha bandhan
Ya rabba meri duaon mein itna asar rahe
phooolon se bhara sada meri behna ka ghar rahe
Oos ki bundo se bhi pyari hai, meri behan
gulaab ki pankho se bhi nazuk hai, meri behan
asma'an se uttari koi rajkumari hai
sach kahun to meri ankho ki rajkumari hai meri behan
Happy rakhi
Khubsurat ek rista tera mera hai
jis pe bas khushiyo ka paihra hai
nazar na lage kabhi iss riste ko
kiyuki duniya ka sabse pyara bhai mera hai
Chandan ka teeka resham ka dhaga,
sawan ki sugandh barish ki fuhar,
bhai ki umeed bahen ka pyar, mubarak ho
aapko @raksha bandhan@ ka tyohar.
Holi is colorful, diwali is light full and
rightful, rakhi has made our relationship
POWERFUL. Happy Rakhas bandhan..
Behaino ko bhaiyo ka sath mubarak
bhaiyo ko baihan ka pyar mubarak
rahe ye sukh hamesha apki zindagi me
sabko rakhi ka ye paven perv mubarak
Agar raksha bandhan par,
koi ladki kisi bhi ladke ko,
bhai bana sakti hai,
to fir karwa chauth ko
pati kyon nahi bana saktiii??
------Indain Male Association.
hume insaaf chahiye~
Tags:
POETRY