Kuch marddo ki vajha se sabko galat therana bhi sahi nahi hai
kuch marddo ki vajha se sabko galat therana bhi sahi nahi hai..
or kisi ke kaih dene bhar se har ladka bura nahi hota
koi udae agar mazak kisi ka to vo aksar taok deta hai(2)
tumhare ghar me bhi to maa,bahaine hai ye kaih kar raok deta hai
chod deta hai vo rasta aksar ladki ke liye(2)
ji ha har koi ladka rasta raok ne vala nahi hota
har ladka bura nahi hota
or kisi ke kaih dene bhar se har ladka bura nahi hota
kuch marddo ki vajha se sabko galat therana bhi sahi nahi hai..
or kisi ke kaih dene bhar se har ladka bura nahi hota
zindagi ko kaise jina hai ye bhi usko bakhubi ata hai(2)
or dosto ke sat party karne to vo bhi jata hai
per aadat hai use maa,bap ke sat khana khane ki(2)
isliye vo kabhi ghar nae me late nahi hota
ji ha kuch logo k kaih dene bhar se
har ladka bura nahi hota
apni zimmedariyo se vo kabhi bhagta nahi
or mushibat ke samye himmat harta nahi
dafun kar dayta hai vo apne armaano ko sab ki khushi ke liye
har ladka bap ki dolat per assh karne vala nahi hota
or kuch logo k kaih dene bhar se
har ladka bura nahi hota..
kuch marddo ki vajha se sabko galat therana bhi sahi nahi hai..
or kuch logo k kaih dene bhar se
har ladka bura nahi hota..
@Ishque
ke ishque ki duniya me bhi vo bada imandar hota hai(2)
or pane ishque ki hifazat ke liye vo sabse jandar hota hai
or aksar dhak deta hai vo dupate se apni mohobat ko(2)
kiyoki har ladka ishque me dupata hatane vala nahi hota
or kuch logo k kaih dene bhar se
har ladka bura nahi hota..
kuch marddo ki vajha se sabko galat therana bhi sahi nahi hai..
or kuch logo ki vaja se har ladka bura nahi hota.
Thank you
comment for continue
Tags:
POETRY