Sherni hun mai maa hun (poetry)

sherni-hun-mai-maa-hun


"Tu ban sherni, tu dikha dum"

Sherni hun or ek maa bhi
me dahadti hun
aavaz meri jitni dabao
me utna hunkarti hun
dusman chahe tine bhi ho
me un sab ko lalkarti hun
kaha na ek maa hun
me sabko pachadti hun
laog aksar bhuol jaya karte hai
ki ek sherni jab maa banti hai
tab vo sabse jada takatwar hoti hai
zakhami ho sakti hai
lekin shikar me maahir bhi to hoti hai
shikaar ban na jaun isliye shikar karne chali hun
dosti or dusmani k sar samajne chali hun
kya sahi hai or kya galat ye fark me janne chali hun
iss dharm sankat ko apne karmo se me sambhalne chali hun
iss shahi or galat ki ladai me
matke ki mitti se vi pakka rang hai mera
iss haar or jiit ki tabbahi me
chattano ki sakti dirrid pran hai mera
apno ki raksha karna hi dharm hai mera
or dusman ko parajit karna hi ab karm hai mera

apno se dhoka kha kar bhi chal rahi hun
apne raste
jo raste me aega khatm kar dungi parivar ke vaste
mera piyar ek vaar hai mera
mera piyar ek dahad
meri nafrat ek jang hai
bajaa aaj youdh ka shankh hai
mujhe aag me kuddte dekkr shri duniya dang hai
iss aag ki lapto se hi mashaal maine jalaii hai
dhajan se dekle mujhe meri lakiro me teri tabbahi hai
apno ke vaar karni ki vajha se hi to me ghayal hun
akkeli hun iss raste per lekin kabhi kaayar nahi hui
shikhaya hai zindagi ne ki bharosha vahi toodte hai
jinpe bharosha kiya jata hai
lekin jiitte vo hai jinta name mane ke baad bhi liya jata hai
to name jaad rak tu mera
tere kam zarur aega
tere ram-nam rab satya hoga
mera name teri zuba pe aega
arriya kaihte hai sab mujhe
mai parvati bhi hun or durga bhi
aaj maine tujhe lall kara hai
tu youdh bhumi me aa to sahi

Thank you
comment for reading continue

Post a Comment

Hey Hi Thank you for your interest in this post, please comment and tell us your experience with this post, and recommended us how or what we need to improve with the blog.
Thank you and come Again ❤🙏

Previous Post Next Post